Aaapka vote aapka haq hai ...agar aapki umar 18 saal se upar hai aur aapka naam voter list me aa chuka hai to aapko ye pura haq hai ki aap ye decide kare ki kisko vote dena hai aur kisko nahi ...koi aapka vote aapse zabardasti nahi le sakta ...aur naa hi koi aapka faisla badal sakta hai ...chahe wo aapka chacha ho chahe aapke abba ya koi dhamkaake vote lene ki chah rakhne wala candidate.ye jantantra hai ,yahan janta hi janardan hai.
~ Mubasshir